tum ho abhar, tum ho saakar, par kya ho tum bina bani ek deewar

tum ho aabhar, tum ho saakar, par kya ho tum bina bani ek deewar kis tarah kahun kis tarah sunun kiski baat na main karun kiski vedana bas yuhin sahun bin bahey aanuson ki bhent dun tumhey bina kuchh kahin jaaney dun aur jab tum sweekar karo archana to main bas chup chap rahu